Tamasha na krte toh aur keya karte
Milne ka wada kar k tum ne bhula diya...
Tu Nay Apna Samajh K IK Baar To Maangi Hoti,,!!
Jaan Ki Qasam, Kiya Jaan Hmain,Jaan Say Pyaari thi .
Band Pinjroon Me Parindoon ko Dekha Hai kabhi ,
Aisey Sisaktay Hain Mohabbat key Mujrim Aksar .
Tum Usii Ke Nahi'N Hotay Jisay Apna Keh do,
Woh Kisi Ka Nahi Rehta Jo Tumhara Ho Jaye .
Us Ki Mohabbat Par Mera Haq Nahi LaKin ,
Dil Karta Hai Aakhiri SansoO Tak Us Ka IntizaR Karon .
Ghazab Ka Pyar Tha Us Ki Udaas Ankho Me,
Ehesas Tak Na Hua Ke Woh Bichadne Wala Hai .
No comments:
Post a Comment